Skip to main content
Saas apni bahu se bahut pareshan thi kyunki woh koi kaam nahi karti thi.
Ek din saas ne apne bete se kaha: Kal subah main jhaadu lagaungi… tab tum mujhe tok dena aur bolna ki — ‘Lao maa, main kar deta hoon.’ Isse bahu ko thodi sharam toh aayegi.
Subah jaise hi maa jhaadu lagane lagi…
Beta bola: Lao maa, main kar deta hoon.
Bahu turant boli: Arey, isme jhagde ki kya baat hai? Ek din maa laga lengi… aur ek din tum laga lena!
Comments
Post a Comment