Bhoolne ki bimaari

Ek aadmi doctor ke paas gaya.

Aadmi: Doctor sahab, main bhoolne ki bimaari se bahut pareshaan hoon.

Doctor: Yeh bimaari aapko kab se hai?

Aadmi: Kaun si bimaari…?

Comments