Kaan ki machine

Ek burzhug aurat ne apne pati par talaaq ka case kar diya...

Adalat mein judge ne poocha: Maataji, shaadi ke itne saalon baad talaaq lene ki koi khaas wajah?

Budhiya boli: Judge sahab, ye mujhe mansik roop se prataadit karte hain.

Judge: Woh kaise?

Budhiya: Inke mann mein jo bhi aata hai, ye mujhe suna dete hain, aur jab main palat kar jawab deti hoon na, toh apni kaan ki machine nikaal lete hain!

Comments