Main kaisi lag rahi hoon

Biwi nayi saare leke aayi.

Biwi: Jaanu, kahin mat jaana, main abhi nayi saare pehen kar aati hoon.

Pati: Theek hai, jaldi aana.

(Biwi taiyaar hoke aati hai)

Biwi: Dekho, main kaisi lag rahi hoon?

Pati: Waah, bahut sundar, kiss karne ka mann kar raha hai!

Biwi: Haan, woh dukandaar bhi yehi bol raha tha!!

Comments