Mobile ka charger

Raat ko palang par pati apni leti hui patni ke paas jaata hai.

Uske kandhe ke aas-paas haath phirata hai… phir kamar ke idhar-udhar… phir uski kalai ke paas… phir gardan ke paas… phir peeche ki taraf… aur achanak ruk jaata hai.

Patni: Kya baat hai, ruk kyun gaye?

Pati: Mobile ka charger dhoondh raha tha, mil gaya, Tu so ja.

Comments