Pati patni aur shopping

Patni ne office mein Pati ko phone kiya. Pati ne call receive kiya.

Patni: Aapne khana kha liya?
Pati: Aapne khana kha liya?

Patni: Maine aapse poocha tha!
Pati: Maine aapse poocha tha!

Patni: Meri nakal kyun kar rahe ho?
Pati: Meri nakal kyun kar rahe ho?

Patni: Aaj shaam ko market chalenge shopping karne.
Pati: Haan haan… maine khana kha liya!