Sunkar accha lagta hai

Pati-patni ka jhagda hua, toh patni naraaz hokar mayke chali gayi…

Pati apni naaraaz patni ko roz phone karta tha…

Ek din saasu maa ne phone utha liya…

Saasu maa: Kitni baar kaha hai ki woh ab tumhare ghar nahi aayegi, phir kyun roz-roz phone karte ho?

Jamai: Sunkar accha lagta hai isliye!

Comments